गलतियों से जुदा वो भी नहीं , हम भी नहीं
दोनों इंसान हैं, खुद वो भी नहीं , हम भी नहीं
वो हमें और हम उन्हें इनजाम देते रहे मगर,
अपने अंदर झाकते वो भी नहीं, हम भी नहीं
गलत फहमियो ने कर दी दूरियां पैदा ,
वरना फिदरत के बुरे वो भी नहीं, हम भी नहीं
इस घूमती ज़िन्दगी में, दोनों का सफ़र जारी रहा,
एक लम्हे को रुके वो भी नहीं, हम भी नहीं
चाहते दोनों बहुत थे एक दुसरे को मगर,
ये हकीकत थी और माने वो भी नहीं , हम भी नहीं ।
~ ~
Galtion se juda wo bhi nahi, hum bhi nahi
Dono insaan hain, khuda wo bhi nahi, hum bhi nahi
Wo hamein aur hum unhe iljaam dete rahe magar,
Apne ander jhakte wo bhi nahi, hum bhi nahi,
Galat fehmiyon ne kar di dooriyan paida,
Warna fidrat ke bure wo bhi nahi, hum bhi nahi
Es ghoomti jindgi mein, dono ka safar jaari raha,
Ek lamhe ko ruke wo bhi nahi, hum bhi nahi
Chahte dono bahut the ek doosre ko magar,
Ye hakikat thi aur maane wo bhi nahi, hum bhi nahi.
~ ~
No comments:
Post a Comment